GULZAR SHAYARI ON LOVE IN HINDI
“Mushkilon Mein Ghira Hai Mann Mera, Jaane Kisko Chunoon, Dil-e-nadaan Aakhir Sabse Dillagi Kar Baitha.” ~GULZAR
______________________________________________
“Hoti Daulat Toh Sab Tum Par Luta Dete, Ab Toh Sirf Mohabbat Bachi Hai, Jitney Marzi Le Lo” ~GULZAR
______________________________________________
“Pasand Ho Jo Tumhein, Wahi Baat Hum Aksar Karte Hain, Magar Shayad Hum Karte Hain, Isliye Tumhein Pasand Nahin Aati” ~GULZAR
______________________________________________
“Zindagi Ki Daud Mein Ek Tum Hi Fursat Mein Ho, Saalon Pehle Jaisa Dekha Tha, Aaj Bhi Bilkul Waise Hi Ho.” ~GULZAR
______________________________________________
“Dekh Kar Bhi Andekha Kar Dena Koi Tumse Seekhe, Khamoshi Tumhari Cheekh Se Bhi Tez Goonjti Hai” ~GULZAR
______________________________________________
“Kuch Adhure Se Lag Rahe Ho Aaj, Lagta Hai Kisi Ki Kami Si Hai, Chehre Pe Muskurahat Hai, Magar Aankhon Mein Kuch Nami Si Hai.” ~GULZAR
______________________________________________
“Ummedon Ka Pahad Kuch Is Qadar Bana Diya Tha Humne, Nahin Maloom Tha Ki Khud Ki Hi Umeedein Bojh Lagne Lagengi.” ~GULZAR
______________________________________________
“Yun Chhod Kar Na Jao Mujhey Tanha Iss Veerane Mein, Saansein Tumhari Band Ho Rahi Hain, Aur Jaan Meri Jaa Rahi Hai” ~GULZAR
______________________________________________
“Bahut Dino Ke Baad Aaj, Aankein Bheeg Uthi, Shayad Abhi Bhi Thodi Si Zindagi Baaki Hai Mujh Mein” ~GULZAR
______________________________________________
“Bheed Mein Bhi Aaj Kuch Akele Sa Hoon, Iss Shor Mein Teri Awaaz Ka Intezaar Hai”~GULZAR
______________________________________________
“Daga Dete Kahaan Hai Paraaye, Dil Toh Aksar Apne Dukhaaya Karte Hain”~GULZAR
______________________________________________
वो चीज जिसे दिल कहते हैं,
हम भूल गए हैं रख कर कहीं!!
Wo cheej jise dil kehate hain,
hum bhool gaye hain rakh kar kahin!!
______________________________________________
इतने लोगों में कह दो अपनी आँखों से,
इतना ऊँचा न ऐसे बोला करे, लोग मेरा नाम जान जाते हैं!
Itane logon mein keh do apni aankhon se,
itana ooncha na aise bola kare, log mera naam jaan jaate hain!
______________________________________________
बहुत मुश्किल से करता हूँ तेरी यादों का कारोबार,
मुनाफा कम है लेकिन गुज़ारा हो ही जाता है!
Bahut mushkil se karta hoon teri yaadon ka kaarobaar,
munaafa kam hai lekin guzaara ho hi jaata hai!
______________________________________________
आदतन तुमने कर दीए वादे,
आदतन हमने एतबार किया…
तेरी राहों में बारहाँ रुक कर,
हमने अपना ही इंतज़ार किया…
अब ना मांगेंगे ज़िन्दगी या रब,
यह गुनाह हमने जो एक बार किया…!!
______________________________________________
Aadatan tumne kar diye vaade,
Aadatan humne aitbar kiya…
Teri raahon mein baarhan ruk kar,
Humne apna hi intezaar kiya…
Ab naa mangenge zindagi yaa rab,
Yeh gunaah humne jo ek baar kiya…!!
______________________________________________
कितनी लम्बी ख़ामोशी से गुज़रा हूँ
उन से कितना कुछ कहने की कोशिश की
Kitani Lambi Khaamoshi Se Guzara Hoon
Un Se Kitana Kuchh Kehne Ki Koshish Ki