English To english Shayari Sad Love
Yaad aati hai uski roya nahi jata
Sara Jahan toh sota hai ek humin se soya nahi jata
__________________________________
Tum kya jaano haal hamara
Ek toh baatein band upar se khayal tumhara
__________________________________
Ye jo chehre par aapke zulfein hai na
Bas ek yahi cheej mujhe bikhri Hui acchi lagti hai
__________________________________
Dur hai aapse toh koi gum nahi
Dur rehkar aapko bhulane waale hum nahi
Mulakat na ho toh kya hua
Aapki yaad kisi mulakat se kam nahi
__________________________________
Ab koi dard dard nahi lagta
Ek shaks ka bichadna itna Kamal kar gaya
__________________________________
Ek aadat si ho gai hai mujhe
Har pal tumhe yaad karne ki
__________________________________
Kaash
Hum uski yaadon ko bhi Mita sakte
__________________________________
Koi kitni bhi cute kyun na ho
Mujhe toh sirf tu chahiye
__________________________________
Jab tum milna gale se lagana jarur
Thoda hi sahi hak Jatana jarur